Wilgesic Forte 650mg Tablets Uses And Side Effects

Wilgesic Forte 650mg tablets aj mein apko batunga. jese ko bohot si qisam ke dard ke liye bohot zyada mufeed hai. Iss ke aik pack mein 10 strips hoti hain aur har strip mein 10 goliyan hoti hain. Iss ki keemat 5 se 8 rupees hai. Iss ki composition mein Paracetamol 650 milligrams, Orphenadrine, and Caffeine 50 milligrams hota hai. Iss ki dosage hai ke aapko ek tablet din mein do martaba use karni hai, khana khane ke baad ek goli subah aur ek goli raat ko.

Wilgesic Forte 650mg Tablets Uses

Ab mein apko iske uses ke baray mein batati hoon. Sabse pehle, muscular skeletal pain ke liye Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal karna bohot zyada mufeed hota hai. Muscular skeletal pain hota kya hai? Muscular skeletal pain inflammatory conditions hoti hain ya haddi haddiyon ke pathon ke khichao ko kehte hain.

Haddiyon ke dard ko kehte hain. Agar kisi ke ligaments, tendons ya nerves mein inflammation ya infection ho jata hai ya kisi tarah se bhi woh damage ho jate hain toh uski wajah se unmein dard mehsoos hone lagta hai. Jaise ke joints ka sawd jo hai na, jaise ke arthritis, rheumatoid arthritis, gout arthritis, is tarah ki diseases ko bhi muscular skeletal pain kehte hain. Isi tarah agar kisi ke kamar ke neeche hisse mein jo dard hota hai, woh bhi musculoskeletal pain ka ek example hai.

Aur neck mein dard hona ya kisi ke fractures jo pad jate hain haddiyon mein uski wajah se jo dard hota hai, usko bhi musculoskeletal pain kehte hain. Muscular skeletal pain ke liye jese ke Forte Tablets ka istemal karna bohot zyada mufeed hai.

Iske ilawa, ye jo hai, reduces karta hai muscles ko smooth muscles ki tarah. Muscles mein spasms hote hain, hamare bladder ke andar jo smooth muscles hote hain, unmein spasms paida hoti hai. Usko reduce karta hai. Isi tarah leg cramps ke dard ke liye bhi jese ek tablet ka istemal karna bohot zyada mufeed hota hai. Kamar ke neeche hisse mein jo dard hota hai, uske liye bhi jese hi tablet ka istemal karna zyada mufeed hota hai. Phir strains, jo hoti hain, jab zor lag jata hai kisi haddi ko ya kisi patte mein jo khichao paida hota hai.

Tau is ki wajah say dard mehsoos hota hai. Is ko kehte hain strains aur strains ke liye bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal karna bohat zyada mufeed hota hai. Phir hai sprains. Sprains mein bhi yeh hota hai ke joints ki ragain hoti hain, jo joints ke darmiyan jo ragain hoti hain, agar woh mud jaati hain toh unke joints ke raghon ke mud jaane ki wajah se jo dard hota hai, us ko kehte hain sprains.

Toh aspirins mein bhi yeh hota hai ke joints ke ragain hoti hain, jo joints ke darmiyan jo ragain hoti hain, agar woh mud jaati hain toh unke joints ke raghon ke mud jaane ki wajah se jo dard hota hai, us ko kehte hain aspirins. Toh aspirin ke liye bhi jese ek forte tablets ka istemal karna bohat zyada mufeed hota hai. In short joints ke dard ke liye jese ek forte tablets ka istemal karna bohat zyada mufeed hota hai.

Bukhar ke liye bhi jin logon ko high temperature hota hai ya bukhar hota hai toh un ke liye bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal karna bohat zyada mufeed hota hai. Mahwari ka jo dard hota hai kuch khawateen ko toh us ke liye bhi jese ek forte tablet ka istemal karna bohat zyada mufeed hota hai. Kan mein jo logon ko dard hota hai toh unke liye bhi jese ek forte ka istemal karna mufeed hai. Daant mein jo dard hota hai daant ke dard ke liye bhi jese ek forte ka istemal karna mufeed hota hai. Sar ke dard ke liye bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal karna mufeed hota hai.

Wilgesic Forte 650mg Tablets Side Effects

Yeh kuch side effects bhi batataa hoon ke Wilgesic Forte 650mg Tablets ke istemal se apko kya side effects ho sakte hain. Toh apko thakawat mehsoos ho sakti hai, apka muh khushk ho sakta hai, tachycardia ya apke dil ki dhadkan tez ho sakti hai. Apki urinary retention ho sakti hai, jisme bladder puri tarah se khali nahi hoti, yani ke bladder puri tarah se full hoti hai aur apko urination ki zarurat hoti hai lekin urine nahi hota.

Doosra yeh hai ke apka vision bhi dull ho sakta hai, apko dizziness ho sakti hai, apka dil kharab ho sakta hai, apko nausea ho sakti hai, apke sir par chakkar a sakte hain aur redness bhi ho sakti hai. Jin logon ko gold ki allergies hoti hain jese ke unki naak behne lagti hai ya unko khansi lag jati hai ya unka gala kharab ho jata hai, toh unke liye bhi Wilgesic Forte 650mg tablets ka istemal nahi karna chahiye.

Wilgesic Forte 650mg Tablets Precautions

Prostate ke jo patients hain unke liye bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal nahi karna chahiye, aur jin ko cardio spasm hai, cardio spasm ke mareez bhi jese ek forte tablets ka istemal nahi karna chahiye. Jise chest mein left side par dard hota hai, usko kehte hain cardio spasm. Toh cardio spasm ke patients bhi jese ek forte tablets ka istemal nahi karna chahiye.

Glucoma ke jo patients hain woh bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal nahi karna chahiye. Glucoma ek aisi bimari hoti hai jisme intraocular solution, jo humein akho mein ek solution hota hai, uska pressure bohat zyada barh jata hai. Toh glucoma ke patients bhi jWilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal nahi karna chahiye.

Cardio spasm ke mareez bhi Chlo mein maneeda mada jurm hosi ka istemal nahi karna chahiye. Jise chest mein left side par dard hota hai, usko kehte hain cardio spasm. Toh cardio spasm ke patients bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal nahi karna chahiye.Prostate ke jo patients hain unke liye bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal nahi karna chahiye.

Glucoma ke jo patients hain woh bhi Wilgesic Forte 650mg Tablets ka istemal nahi karna chahiye. Glucoma ek aisi bimari hoti hai jisme intraocular solution, jo humein akho mein ek solution hota hai, uska pressure bohat zyada barh jata hai. Toh glucoma ke patients bhi jese ek forte tablets ka istemal nahi karna chahiye.

Agar apko humari yeh Article pasand aai hai toh isko like, share aur comments karna na bhoolen.

Disclaimers:-

The information provided on this blog regarding medicine prices and side effects is solely based on data collected from public domains. I am not a doctor or medical professional. While I strive to provide accurate and up-to-date information, I cannot guarantee the absolute accuracy or completeness of the data. It is always recommended to consult with a qualified healthcare professional or doctor for personalized medical advice and information. The content on this blog should not be considered a substitute for professional medical guidance. The readers are advised to use the information provided at their own discretion and risk. I do not assume any responsibility for any consequences arising from the use of the information on this blog.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *